Starting with this lovely solo number by Rafi sahab.. from Bhai Bhai 1970 --- music by Shankar-Jaikishan --- lyrics by Hasrat Jaipuri
Ek tera sundar mukda ..
Ek tera sundar mukda ek tera pyar se bhara dil
milna mushkil
Ek tera sundar mukda ek tera pyar se bhara dil
milna mushkil
Is aur dhuund chaahe us aur dhuund koyi mehfil
milna mushkil
Aa ke sarhaane tere tujhko jo dekha
har saans mera phir to khushbu se meheka
jaisi mili hai mujhko aisi suhaani koyi manzil
milna mushkil
Ek tera sundar mukda ek tera pyar se bhara dil
milna mushkil
Resham se gesoo tere raaten milan ki
khamosh lab kahete hai baaten milan ki
dekhe hazaaron kaatil tujhsa haseen koyi kaatil
milna mushkil
Ek tera sundar mukda ek tera pyar se bhara dil
milna mushkil
Beet bhanwar mein dil bhar chhor na dena
naazuk hai dil bechara tod na dena
duniya ke toofanon mein aisa nazaara aur sahil
milna mushkil
Ek tera sundar mukda ek tera pyar se bhara dil
milna mushkil
Is aur dhuund chaahe us aur dhuund koyi mehfil
milna mushkil
No comments:
Post a Comment